Sunday 9 October 2011

kyu hota h aisa.............


hwaa k mand mand jhoko k sath hilti hui ye pattiya kch keh jati h chupke se
byan kar jati h kch ankahi sachai....to kabhi yad dila jati h kch bhuli hui battein
to kabhi ehsaas dila jati h uss durr tak faile sannate ki...
jiski hume parwah na thi...
phr ehsaas hota h ki hum bheed me bhi kitne tanha h....
mante h jinhe hum apna vo hi humse khaffa h...
kyu hota h aisa....
jiski khushi me hum apni khushi dhundhte h....
vo hi khushiyo se vanchit rha h.....
kyu hota h aisa....
jisse humne sabse jyada samjha h....
vo hi hume na samjh paya h...
kyu hota h aisa....
jisko tha humne paana chaha....
vo hi kabhi pass na aa skaa...
kyu hota h aisa....
jab chahte h sath kisika.....
to aj kisike pass waqt hi nhi h....
kyu hota h aisa....

No comments:

Post a Comment